Is tutorial me main aapko batane jaraha hu kaise free me Blog Website banaye Blogger platform pe. Blogger platform ye Google ki free service hai jaha per aap free me blog bana sakte hai. • Website blog kyun banaye : Waise to iske kai karan hai ya ho sakte hai. Lekin mai aapko iske best karan batata hu. 1. Paise kamane ke liye. 2. Apne business ko online badhane ke liye. 3. Apni pehchan banane ke liye. Is tarha ke kai karan ho sakte hai. • Website blog kaise banaye : Step 1. www.blogger.com per jaye. Step 2. Ab apne Gmail Account se Sing in kare blogger me. Ager aapka Gmail account nhi to vo phele banale. Step 3. Sing in hone ke baad aapko Blogger page per CREATE YOUR BLOG NOW per click karna hai. Note : create your blog now ji jaga New Blog bhi likha hota hai kabhi kabhi . New blog ka option aapko 2nd blog create karte samay dikhega. Step 4. Ab ek page Open hoga usko bhare. 1. Title : Apne blog ko jo bhi title dena hai wo de. 2. Address : apne blog ke liye address dale. 3. Tamplate : koi bhi ek tamplate per click karde kyuki isko hum baad me bhi change kar sakte hai. Step 5. Ab Create Botton per click kare. Ye hogayi aapki website blog tayar. Aapko ye artical kaisa laga ? Is step ko karte samay aapko koi problem aati hai to aap hume niche diye hue comment box me comment karke puch sakte hai
New blog kasa bannai aur Q blog banaya jata hai