facebook id kasa bannai in urdu hindi


Hello dosto umeed hai aap acha honga. Aaj me aapko bataonga ki Facebook par account kaise banate hai. Aaj ki tarikh me agar kisi ki facebook par account nahi to iska matlab wo abhi bhi purane zamaane me ji raha hai. Mera maanna hai ki kuch saalo me aesa hoga ki jiska account facebook par nahi hoga usko zinda hi nahi maana jayega Facebook kya hai? Ye ek social network site hai. Is par ham apna account bana kar apne Dosto se jude rha sakta hai. Facebook site duniya me sabse phele number par hai. Facebook 2004 me bani thi. Or ek baat ye bilkul free hai. To chaliye jante hai ki is par account kaisa banate hai. Facebook Par Account Banane ke liye kya kare 1. Sabsa phela www.facebook.com par jao. create ne account per click karo 2. Jo registration form diya hai us ko bhare *.Apna naam *.Email id *.Date of birth (Janm date) *.Sari detail bharne ke baad continue par click kara 3. Ab apni email id khole us par Facebook se ek email aaya hoga aapki id ko verify karne ke liye. Facebook se jo email aaye hai usko khole or conformation link par click kare to aap facebook par redirect hoge. Aapka Facebook account teyaar hai. Kuch bhi dikkat aarhi ho to comment karo, me apki madad zarur karuga. Ye to Simple hamna sikha ki facebook par account kaisa banata hai ab ham aaga sikhege ki, Facebook par page kaise banate hai or jaanega facebook se related buht si jaankari. to abhi ke liye bas itna hi. milte hai agle post me jabtak apna khayal rake or Internet ke bara me sikhte rahe or koi bhi sawaal ho to yaha pucha Sawaal Jawaab. Aapko ye jaankari kesi lagi comment ke jariye ye batana na bhola
Previous
Next Post »
Thanks for your comment