favicon kya hai aur is ko kaisa add karain in urdu hindi


Favicon‏ ‏Site ka Icon hota hai. Favicon sabd Favorite+icon‏ ‏se mil kar bana hai. Jo hamari site ki tab me, browser me bookmark karte hai Wahan, dikhta hai. Iska jo size hai bi 16×16 pixels hota hai. Kya Faida hai Favicon ka. Is se hamari site ya blog me ek professional look aa jata hai. ye icon to chota sa hai par bhut kaam ka hai. Bhut si tab khuli ho browser me to isse pata chal jata hai konsi site kis tab me hai. Hamare Blog ka jo favicon hai bo orange color ka B hota hai. par ham usko apne pasand se badal sakte hai. Blogger Me Favicon kaise Add kare Blogger me icon ko add karna bhut hi aasan hai aap simple Apne blogger ke deshboard me jao. Deshboard >> Layout >>Favicon ab Favicon ke widget ki Edit link par click kare. *.Choose File ki button par click karke apne computer me se image ko select kare. Image ka size 100 KB se jada nahi hona chaiye or Image square honi chaiye. *.Select karne ke baad Save ki button par click kare. To Friends Aap bhi apne Blog me apni pasand ka Icon lagaye apne blog par jo aapke blog ko describe bhi kare ki aapke blog me kya hai. koi problem ho to comment kar k posh sakta ho plz share zaror karna thanks
Previous
Next Post »
Thanks for your comment