Blog par traffic kasa baddai(how to increase traffic) in urdu hindi

Kai Blogger Blogging karna isliye band kar dete hai ki unke Blog par Visitors yani Traffic nhi aati ya kam hai. Har blogger ka sawal ye hota hai ki vo blog par ache - ache Articles dalta hai fir bhi blog par traffic kam kaise ? Is sawal ka jawab main duga bas aap is post ko pure dhayan se padhe. 1. Unik Post tittle : • Jab aap koi post likho tab uska Post tittle Unik ho jo Search mai aasani se aaye. • Tittle mai keywords ka use jarur kare. Example : tips, tricks, kya, kaise, 5, how to... • Kisi ke post tittle ki copy mat kare kyuki 2 same tittle ko search engine ignore kar deta hai. 2. Unik Search description : • Unik Search description ho jo search me visitors ko bata sake ki post me kya hai. • Search description me apne post ki details sort me likhe jo visitor ko samjh me aasake. 3. Tamplates : • Blog ka tamplate fast loading hone wala ho, Seo or Mobile Friendly Ho, Tamplate ka design acha hona jaruri hai. • Tamplate ke html me kisi site ka address hai kya ye jarur check kare ager ho to usko remove karde de. kyuki humare blog par aanewali traffic us site par janeki chance hote hai. 4. Social promote : • Facebook, Twitter, LinkedIn, google+....etc social site par page, profile banaye or uspar post share kare, tag kare, dosto ko bataye. 5. Guest Post : • Guest post likhe Kishi Dusre High Traffic Wale Blog ke liye. • Guest post me apne site ki jankari jarur de ki aapke site ka naam kya hai or uspar kya - kya jankari milegi visitors ko. • Same topic ke blog par guest post na kare. 6. Search engine par add kare blog ko : • Google, Bing ,Yahoo jaise search engine mai sumit kare kare apne blog ko or sitemap ko taki aapka blog search engine par search pe aasake. 7. Adword : • AdWords par apne blog ki ad banake add kare. • ye jo ad hai vo search engine par koi jankari search kar raha ho or aapki site ki keywords usse relate ho to aapke blog ki ad subse upar dikhai degi. • AdWords ke use se aapke blog ki traffic bhut hi fast badhegi. Note : AdWords apke site ko promote karne ke paise leti hai yani ye free service nhi hai. lekin jo blogger apne blog par paisa kharch karna chate hai unke liye kafi helpful hai. 8. Domain : • kai sare blogger ye mante hai ki vo apne blog par ache article ko phele dale ager vo unik article ke jariye apne blog par traffic ko lane me successful hote hai to apne blog par domain lagayege. • iska fayda ye hai ki aapka koi nuksaan nhi hoga lekin aapke blog par domain lagane se traffic me increase jarur hoga is liye domain kafi jaruri hai traffic ko badhane ke liye. Ye jankari aapko kaise lagi. Ager aapka koi sawal ho to comment karke bataye Thanks
Previous
Next Post »