Kaise Search description ko enable kare. aur Q karain in urdu hindi

Kaise Search Description ko Enable kare. Search descriptiontKya hai:- Jab hum Koi post pablish karte hai to uska Description likna bhut jaruri hota hai ye batane ke liye ki wo post kis topic pe likha hua hai. Taki log usko padh sake. Kaise Enable kare:- Step 1. www.blogger.com pe jaye our login kare. Step 2. Apne blog name pe click karke open kare. Step 3. Settings > search perferenes jaye our meta tag description per click kare. Step 4. Search Description Enable Yes kare our isme aap apni blog ke bare likhe. Note :- ye jo description hum likh rahe hai wo humare blog ka description hota hai jo blog ko search karne par dikta hai. Step 5. Ab aap New post pe click karke dekh sakte ho aapka post search description aachuka hai Ye ho gaya aapka search description chalu. Aap ko ye post kaisi lage ye comment me jarur likhe
Previous
Next Post »