Hello Dosto, Hum log bahut mehnat aur is ummid se Blog banate hai ki humne jo ache ache arctile likhe hai wo logo tak pahuche magar jab itni mehnat karne ke baad bhi hamare Blog par visitor nahi aate hai to hum nirash ho kar bloging karna chod dete hai. Magar kaya aap ne kabi socha hai ki iski kaya wajah hoti hogi, iski ek wajah yah bhi hoti hai aap ke Blog ka look attractive nahi hona kyon ki hamare blog ka look jitna attractive hoga hamare Blog per utna hi visitors adhik aayege. Aaj mai aap ko batauga ki aap apne Blog ka look attractive kaise banaye taki aap ke Blog par jada se jada visitor aaye. Apne Blog ko attractive look dene ke liye aap ko apne Blog par ek sundar sa Template upload karna hoga. Mai aap ko aaj batauga ki aap apne Blog par ek sundar sa template kaise upload kare. Agar aap ne apna Blog abhi tak nahi banaya hai to aap yaha click kar ke jaan le ki Blog (website) kaise banate hai.
Blogger Template
Blog Par Sundar Template Upload Kyu Kare?
Agar aap ko apne Blog ki Traffic aur apne Blog par adhik se adhik visitors badhani hai to aap ko apne Blog par ek sundar sa Template upload karna hoga.
Blogger ne to bahut sare free me Tamplate de rakhe hai magar aap ko apna Blog aur bhi sundar aur attractive banana hai to aap ko kisi free website se sundar aur attractive Template download karni hogi. Waise to Template download karne ke liye bahut sare website hai hai jaise btemplate.com ya phir webdesignrazzi.com etc. Mai aap ko ek jaruri baat bata du ki Blogger sirf ek hi file support karta hai aur wo hai XML file, is liye Blogger ka Template download karne se pahle aap ye jarur dekh le ki aap jo file download kar rahe hai wo XML file hai ya nahi.
Blog Ka Template Kaisa Hona Chahiye?
Aap koe bhi Blog ka Template download karne se pahle yah jarur dhek le ki aap ne jo Template download kiya hai wo Fast Loading, SEO Friendly aur Mobile Friendly hai ki nahi.
Apne Blog Par Template Kaise Upload kare In Hindi Step by Step……
Step 1:Sabse pahle aap apne Blog ke Dashboard par jaye.
Step 2:
1.Template ke upper click kare.
2.Backup/Restore ke upper click kare.
Step 3:Backup/Restore ke upper click karte hi aap ke samne ek naya window open hogi.
1.Naya Template Upload karne se pahle aap apne recent Blog ke Template ka backup le lijiye Download Full Template ke upper click kar ke. Backup le lena achha hota hai kyon ki agar naya Template upload karne ke baad usme koe problem ya error aati hai to aap us backup wale file se apne purane wale Template ko dubara upload kar sake.
2.Ab aap ko apna naya Template upload karne ke liye Choose File ke upper click karna hai, click karne ke baad wo aap se puch raha hai ki aap ke naya Template ka XLM file kaha par hai aap us file ko select kar le aur agar aap ke pass nahi hai to aap sabse pahle Template file download kar le.
3.XML file select karte hi Upload ka button active ho jayega aur aap ko Upload button ke upper click karna hai. Upload ke button ke upper click karte hi aap ka naya Template upload ho jayega.
UMEED karta hu ki ye post aap ko pasand aaye hogi aur agar aap ko apne Blog par Template upload karne me koe pareshani aati hai to aap hume comment kar ke puch sakte hai

ConversionConversion EmoticonEmoticon