About us page kasa banai in urdu hindi

Blogger par‏ ‏About Us page‏ ‏hona bohuti joruri hai, lekin agar aap naya blogger istemaal kar rahA‏ ‏ho to aap ya nehi jante ke blogspot blog par kaise page banakar about page banate hai. Koi baat nehi hai aaj me aap logo ke step by step bataungi ke kaise ek about us page banate hai. Aagar aap ek pro type ke bloging karna chahate ho to aapke blog par ek about page hona bohuti joruri hai or google adsense ke liye bhi ya bohuti important hai. Jobhi ho dosto challiye dekhte hai kaise banate hai ek khud ke bare me page.
Step 1.Pehele aap Blogger.comvisit kare uske bad aap Gmailor Password ko dal kar Login kare.
Step 2.Ab Login karne ke bad aapne "Dashboard"ke Pages option par click kare. Aabhi aap upar dekhiye ek "New Page"button hai us par click kare.
Step 3.New Page button par click karne ke bad ek page khulega udhar aap "Page Title" option par "About Us" likhkar "Content" box par aapke bareme kuch likhe. Niche dekhe hmm ne kaise kiya hai.
Step 4.Ab Right side se‏ ‏Publish button par click karke Page ko publish Kare
Step 5. ab blogger deshboard mai jai aur layout pa click karain
step 6. ab jahan ap page ko show karna chahta hai wahan k add gadget pa click kara aur pages ka widget select karain
step 7. ab about us pa click kar k save kar dain lo ji kam ho gya
Aaj k liye itna he agar post acche lage ho to jorur comment karke batana, post ko aapne dosto ke sath share jorur karna. Koi bhi problem ho to comment karna
Previous
Next Post »
Thanks for your comment