Facebook Messenger se Logout kaise karain in urdu hindi

Facebook ki messenger app kafi mashur hai. Is app par users login kar Facebook me apne friends se chat kar sakte hai. Lekin aapne isko use kiya hai to is app me logout karna thoda mushkil hota hai. Iska ek sidha karan hai ki facebook messenger app me facebook ki trha logout ka option nhi diya gaya hai. Jo ki messenger user ke liye ek problem hai. Is tutorial me hum is Facebook messenger Logout karne ka slution batane jarahe hai bas aap isko pura padhe or follow kare step by step. Step 1. Sabse phele apne mobile phone setting me jaye. Step 2. Setting me apps ke option par click kare. Step 3. Apps me Facebook messenger app par click kare. Step 4. Facebook messenger app par click karne baad clear data par click kare. Step 5. Clear data hote hi aap Facebook messenger app se logout ho gaye hai. Ab aap apne Facebook messenger par jakar dekh sakte hai ki aap Logout ho chuke hai ki nhi. Aapko ye jankari kaise lagi? Ager aapko isme koi problem aati hai to aap niche comment karke hume puch sakte hai
Previous
Next Post »
Thanks for your comment