blog ka nam address description kasa change karain in urdu hindi

Ham jab blog banate hai to Banate samay ham uska Tital dete hai uska link dete hai par kuch samay baad hame lagta hai ki hamare blog ka naam ya tital ye hona chaiye tha or ham usko change karna chata hai.
1.Blog ka Address
2.Blog ka Name
3.Blog ka Description
Ye Sabaal mere ek Dost REHMAN ne mujse kiya ki Blog ka Naam or Tital kaise change kare. to chaliye jaante hai
Blog ka Address, Title ye Uska Description kaise badalte hai
Dosto inko badalna bhut hi asaan hai bas aap muje follow kare.
Step 1:
Apna Bloggerke account me login kare for apne blog ke dashboard me jaaye.
Step 2:
1.Ab aapko apne blog keSetting>>Basicme Jaana hai. yaha aapko ye sab option dikhege.
2.Apne Blog kaTitalko badalne ke liye aap Tital ke saamne Edit par click karke Apne Blog ka Naam Badal sakte hai.
3.Descriptionko badalne ke liye 3 par click kare. Description me aapko apne blog ke bare me batana hota ha or ye Search engine ke liye bhi bhut jaruri hai. jab koi hamane blog ko Google par search karta hai to ye Description hi dikhta hai. YeSEOke liye bhi bhut jaruri hai.
4.BlogAddressko Change karne ke liye iske saamne edit par click kare or apna naya Address daalkar save karde
To Dosto ye kuch bhut ki basic baate thi Blogger ke baare me ummid hai isse aapko kuch jaankari mili hogi. Agar aapka bhi koi Sabaal hai blogger ya Internet se related to Hamse Jarur Puche.
Previous
Next Post »
Thanks for your comment