Computer mai android ap kasa chalai in urdu hindi

hello frnds ap sabhi log jante h ki aaj har admi apne pass smart phone rakhna chahta h lekin kuch logo k pass smart phone nhi hota h un logo k pass kewal laptop ho sakta h un logo ki soch hoti h ki agar ham latop lelenge to ham un sabhi kam ko asani se laptop k uper kar sakte h lekin aaj bhi ham agar android apps ko apne computer per direct play kara chahe to nhi kar sakte h qki hamara computer android apps support nhi karta h isliye jante h android apps computer me kaise play kare android apps computer per play karne k liye kya kya hona chahiye agar aap apne computer per android app play karna chahte h to apke passbluestacks name ka software apne computer me install kare ye ek aisa software h jo apke computer ko smart phone bhi bana sakta h bluestacks download karne k liye click kare blustacks download karne k baad apko use install karna h uska screen shot niche hai jab ye install ho jayega to apko apne apps computer me copy karne h jab copy ho jayega to aap dekhenge ki sabhi apps k icon ki jagah per bluestacks ka icon show hoga ab aap koi bhi android apps ko dubble click karke install kare or maze kare aap is software me apne man pasand app bhi search karke download bhi kar sakte h agar apko hamari ye post pasand aaye to jaroor comment kare apke comment hamare liye ek power booster ka kam karti h thankxxxxxxxx html code ke bare me janane ke liye yaha click kare html code ke bare me janane ke liye yaha click kare OK THANKS
Previous
Next Post »
Thanks for your comment