Aaj-kal bloggers ki sankhya me nirantar vridhi ho rhi hai.to us lihaj se blogger template bhi naye-naye bahut se design kiye ja rhe hai.jo free me to kuch rate par mil rhe hai.template me menu ko edit kaise karte hai .aaj iske bare me details se jankari di gayi hai.
TEMPLATE ME MENU KYA HAI AUR ISKE KYA LABH HAI
Jis prakar aap kisi bade hotel me jate hai to sabse pahle apko waiter dwara food list di jati hai thik usi tarah hi ham apne blog[tempalte] me menu hota hai.Menu ka arth hota hai-soochi means list.menu se hum apne visiter ko ye batate hai ki hamre blog aur website me kya kya hai jisse visiter apke website ke dwara apne man ki jankariya le sake.
APNE TEMPLATE ME MENU KO KAISE EDIT KARE
Sabse pahle aap ne jo template load kiya hai. Ya phir jo template apke pas hai uska demo dekh le kyoki isse apko asani hogi menu edit karne me mai batata chloo ki menu popularly header par hote hai.
Template ko edit karne se pahle template ka tocopy kar le kyoki koi problem aane par apka dusra template kaam dega.
iske baad aap NOTEPAD YA kisi html editor me template ko open kare.
Phir aap us word ko CTRL+F dabakar ke search kijiye jise apne template ke demo me dekha tha.
Phir word ko pane par aap apne man ka word us jagah par de sakte hai.aur yadi aap us word par link dena chahte hai to href='your link' edit kar sakte hai.
For example-
apka word
read more- blogger ke dwara di gyi free template me menu kaise edit karte hai
Phir aap apne ichanusar template ko edit karke save kar dijiye aur phir aap chahe to bloggerpar load karke check kar sakte hai.
Kaisi lagi ye jaankari hume bataye apke comment,suggestion etc ka intzar rahega aur last me hamara fb page like karna n bhoole.

ConversionConversion EmoticonEmoticon