Blogger par apne blog ko delete karna aur phir delete kiye hue blog ko phir se pana assan hai. Kaise? Aaiye jante hai-
LOG BLOGGERPAR APNA BLOG KYO DELETE KARTE HAI
Iske bahut se karan hai jinko batana mere liye mushkil hai lekin kuch vajah bata raha hu- bahut se log blogging sikhne liye blogger ka use karate hai aur phir blog ko delete kar dete hai. Kyoki ye sabse best madhyam hai blogging sikhne ka wo bhi free me. Second , kuch useless blog ko delete karna chahte hai. Ya phir apko blogging nhi karni. Aadi Bahut se reason hai.
Read more-->
Apne blog ka backup kaise le jane hindi me
Apne blog ke liye privacy policy ko kaise banaye
Apne blog ke template se credit link or footer link ko kaise hataye
Apne blog ki traffic kaise increase karte jane hindi me
Apne blog me template kaise upload aur change karte hai -
BLOGGER PAR APNE BLOG KO DELETE KAISE KARE
Sabse pahle aap blogger me sign in kijiye aur phirblogger ke dashboard me jakar setting> other par clickkijiye.
Right side medelete bloglikh hoga jis par click karake apna blog delete kar sakte hai.
APNE BLOG KO UNDELETE KAISE KARE
Sabse pahle blogger me sign in kare aur dashboard me jaye
Aap dekhenge ki dashborad ke niche apke delete kiye hue blogs hai. Jise aap undelete par click karke apne blog ko dobara pa sakte hai.
Note- yadi apke blog ko delete kiye hue 3 month ya usse adhik din ho gaye ho to aap apne blog ko nahi prapt kar sakenge kyoki blogger 3 month ya phir usse jyada din ke delete kiye hue blog ko hamesha ke delete kar deta hai.;-
Kaise lagi ye jankari hume bataye. Hume apke comments, is site ke bare me suggestion, ka is site ke bare me intzar rahega. Aur last me hamara fb page like karna na bhoole.

ConversionConversion EmoticonEmoticon