Aaj ke post me alexa ke bare me janenge- alexa kya hai au aur apne blog ya website ko alexa me submit kaise kare. Details me to chaliye jante hai-
ALEXA KYA HAI
Alexa ek aisi company hai jisse hum apne blog ki trafficranking ka pata laga sakte hai. Alexa site amazon ke dwara established ki gayi thi.
Label kya hai?ise kaise use karte hai?
ALEXA SE HUME KYA-KYA LABH HAI
Alexa ek paid service hai jis par apne blog ko submit karne par blog ke visiter ki har jankari deti hai jaise- apne blog koun se post sabse jyada visit kiye ja rahe hai. Visiter apke blog par kaha se sabse jyada aa rahe hai. Visiter apke blog par kitni der rookta hai vagairah vagairah. Alexa ke dwara hum apne website ya phir blog ki trafic aur ranking barha sakte hai.
Powered by blogger apne blog par se kaise hataye
ALEXA PAR NEW ACCOUNT KAISE BANAYE
Sabse pahle alexaki website par jaiye.
Phir aap right side me likheSIGN UPpar click kare
Ek form open hoga jisme aap instruction follow karke form fulfiil kare.
[Possword tip- possword wo hi chune jo yad karne me asani ho aur asani se dusro ke dwara guess n kiya ja sake]
Create par click karke account bana lijiye. Account banane ke baad alexa apke email id par ek comfirmation link send karegi. Email ko comfirm kar le.
Ab find website par click kare aur apni website ka naam dalle. Ab ek window khulega jisme apki site ke bare me khulegi jisme no search result kuch is type likhega.
Phir submit your site par click kare aur ek form khulega. Isme apni website ka nam adress credit card details et enter karna hai. [Kyoki maine pahle hi kaha alexa paid service hai lekin 7 day ka trial jaroor deti hai]
Submit karne ke bad apni site ka code prapt kare. Code kuch is type ka hoga..
Code ko pa lene ke bad chaliye dekhte kaise blogger par lagate hai
BLOGGER PARALEXA CODE SUBMIT KAISE KARE
Aap blogger me sign in kare aur dashboard>layout> add a gudget par jaye.
Ab HTML/JAVASCRIPT par click kare. Click karne par ek popup window open hogi.
Jisme apko alexa ka code dalna hai. Code dalne ke bad save button par click karke save kar lijiye.
Apka alexa code apke blog me add ho gaya hai. Try kar sakte apna blog open kar ke..
google par sitemap kaise submit karte hai
Google search console me apni website ko kaise verify kare jane hindi me
Asha hai ye janakari apko pasand ayi hogi humko apka is site ke bare me suggestion comment ka intzar rahega

ConversionConversion EmoticonEmoticon