Screenshot word se sabhi internet user parichit hai. Aaj ke post mai ek aisi tarike ko batane ja raha hu jo apka aur mera favourite hai. Wo hai pc[ include- windows 7] me bina kisi software ke screenshot kaise le . Chaliye jante hai----
SCREENSHOT KYA HAI AUR ISKE KYA LABH HAI?
Darasal jab hum apni pc par kuch kaam kar rahe hote hai to pc par kuch window bhi open rahte hai aur yadi hum kisi window picture lena chahte hai to kisi camera ki jaroorat pati hai jo ek napasand work hai. Lekin kisi doosre tarike ke dwara jab hum bina kisi doosre camre ki help liye bina ksi window ko image ke roop me create karte hai to ise screenshot lena kahte hai. Screenshot ek image ka hi roop hai.
Screenshot ke bahut se labh hai jaise- kisi doosre ko image ke madhyam se tutorial dena etc.
Template me menu kaise edit karte hai janiye details me
ANDROID SE INTERNET SHARE KAISE KARE
e-mail id kaise banate hai jane hindi me
PC ME SCREENSHOT KAISE LE
Iske liye apko kuch asan se step follow karne hai ----
Sabse pahle pc ka start button press kare aur phir serach bar me jakar snipping tool search kare.
Snipping toools par click karke use open kare.
New par click kare aur phir aap screenshot le sakte hai. Apne pc ke kisi bhi window ke hisse ka.
Screenshot lene ke bad aap save button par click karke save kar sakte hai.
Aap apne screenshot ko edit bhi kar sakte hai. Is tools yadi kuch likhna ho to iss tools me pen, highliter, eraser ka option bhi hai jisse aap image ko edit kar sakte hai.
Paypal par account kaise banate hai

AAP KITNE TYPE KE IS TOOL SE SCREENSHOT LE SAKTE HAI
Is tool se aap 4 tarah se screenshot le sakte hai.
Free from snip [ isse aap window ke kisi bhi hisse ko kainchi se katkar screenshot le sakte hai]
Rectengler snip [ isse aayat ke roop me screenshot le sakte hai]
Window snip
Full-screen snip [ isse aap apne pc ka full screenshot le sakte hai.
Asha hai ye janakari apko pasand ayi hogi humko apka is site ke bare me suggestion comment ka intzar rahega.aur last me hamara fb page like akrna n bhoole.

ConversionConversion EmoticonEmoticon